Mast Magan (Cover) Lyrics by Mr Prince Sharma, Mast Magan (Cover) song is sung by Mr Prince Sharma. Mast Magan (Cover) song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya and music of new song is given by Shankar Ehsaan Loy. Mast Magan (Cover) Mp3 song promote by P.c Entertainment and released on 12 December 2017 in Single Songs category.
Mast Magan (Cover) Lyrics
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Ho akhiyaan kare jee hazoori
Maange hai teri manzoori
Kajra siyaahi, din rang jaaye
Teri kastoori rain jagaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
Odh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamaana, jhoota fasaana
Jeene marne ka waada saancha mera
Ho.. sheesh-mehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam.. dohraye…